शनिवार, 23 मई 2009

patharoo ka sehar

patharoon ki is duniya mein=20

mohhabat ka ik chota sa sher hai=20

jahaan kewal dharkne raha karti hein=20

=A0dharkane se unke he yeh sahar jeeta hai=20

roohein madhur meethei pyaar ke geet sunati hein=20

umbar se barish ban ban barasti hai preet=20

=A0pankhuriyaan sehlati hein de kar apne sparsh
=A0
jharne yado ke nehla jatein hein aksar=20

sawan bhi bhigo deta hai palke kabhi=20

pwan ke thende jhoke cheir cheir jatei hein=20

kabhi kabhi badal bijuri aa kar daratei hein=20

par roohoon ko dharkanoo ko=20

jin mein hai preet basi kaun dara sakata hai=20

aja ki bus jaien is shehar mein mohhabt kei=20

aur ho jaiein amar=20

yooki kehtien pyaar marta naheen kabhi
=0A=0A=0A

naam

naam hi diya aap ne
aur bus aisi kaisi ho gayi mein
jo bhi tha bheetar bhahar ban amrit barsne to tarap utha
is choti si dharkan ne jo dekha dharkta dil ek
id dil ne jo dekhi dharkan
ik
dharkti hui
jhut jaa bethi uske kareeb
umeed lagaye ki kabhi shayad woh dil apna le ga is choti si sehmi se dharkan ko
basa lega apne bheetar
bana lega apni
le kar bhahoon mein
khush kar dega
jhula ke jhoolei mein aalingan ke
aur
phir dharka karoon gi mein us ke tan man mein ban ke us ke dil ki dharkan
par kub
intjaar

urdhan

khayaloon ki urdhaan
ka to na koi aore na chore hai
baandh tooti ndi ke samaan
kaheen bhi beh nikalta hai
koshish hai
ki bandh sakoon
is dhara ko
de doon is ko ek jharnei na roop
jo bha kare nirjhar nir jhar
sada kare
sub ko sirbhore
thori thandak
thori pyaas bhujhaey
kabhi kisi musafir ke man mein bas jai
bhil loat loat loat kar
prassann ho bheta jai nirjhar nirjhar
bari umangei laey
dil dharkai
barkha ke pani sa nehla nehla jai
bus kuch aisa hi hai mera man
aap ke naam
thama jo aapne haath
laga bachpan se hei saath

ek behti dhara hoon
jise thama ik mauj ne
aa dono mil beh chalein
us sagar ki aur
jiska na koi aur na chore

thama jo haath phir
saath na chorein gey
chaltei chaltei saath phir
saaath na choreingey

yeh wada hei tum se
jyoon jyoti sang jyote samaey
mil sagar se
ho sagar jaein

mein mein na rahoon
tu tu na rahei
mujh se mein
tujh se tu kho jai
mujh mein tu
tujh meinmeinkho jaein

aa mil aalingan mein
kuch aise done kho jaein
kush aise

aap ki amrita