naam hi diya aap ne
 aur bus aisi kaisi ho gayi mein
 jo bhi tha bheetar bhahar ban amrit barsne to tarap utha
is choti si dharkan ne jo dekha dharkta dil ek
 id dil ne jo dekhi dharkan
 ik
 dharkti hui
 jhut jaa bethi uske kareeb
 umeed lagaye ki kabhi shayad woh dil apna le ga is choti si sehmi se dharkan ko
 basa lega apne bheetar
bana lega apni
 le kar bhahoon mein
 khush kar dega
 jhula ke jhoolei mein aalingan ke
 aur
phir dharka karoon gi mein us ke tan man mein ban ke us ke  dil ki dharkan
 par kub
 intjaar
 
 
1 टिप्पणी:
Very deep thought ! Depicts the occean of emotions !! ' Boond samaani samand men'..
Blessings... Keep it up..
एक टिप्पणी भेजें