patharoon ki is duniya mein=20
mohhabat ka ik chota sa sher hai=20
jahaan kewal dharkne raha karti hein=20
=A0dharkane se unke he yeh sahar jeeta hai=20
roohein madhur meethei pyaar ke geet sunati hein=20
umbar se barish ban ban barasti hai preet=20
=A0pankhuriyaan sehlati hein de kar apne sparsh
=A0
jharne yado ke nehla jatein hein aksar=20
sawan bhi bhigo deta hai palke kabhi=20
pwan ke thende jhoke cheir cheir jatei hein=20
kabhi kabhi badal bijuri aa kar daratei hein=20
par roohoon ko dharkanoo ko=20
jin mein hai preet basi kaun dara sakata hai=20
aja ki bus jaien is shehar mein mohhabt kei=20
aur ho jaiein amar=20
yooki kehtien pyaar marta naheen kabhi
=0A=0A=0A
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें